Monday, 6 July 2020

Heart Broken Status

Heart Broken Status
Heart Broken Status

Heart Broken Status, Broken Heart Messages, Heart Broken Status In Hindi, Sad Heart broken Status, Heart Broken Love Quotes


 


ye mohbaat bhi teri thi wo shararat bhi teri thi
agar kuch bewafai thi to wo bewafai bhi meri thi
hum chodh gaye tera shaher to wo hidayat bhi teri thi
aakhir karte to kisse karte tumhari shikayat
wo shaher bhi tera tha aur wo adalat bhi teri thi


भुला के मुझको अगर तुम भी हो सलामत
तो भुला के तुझको संभलना मुझे भी आता है
नहीं है मेरी फितरत में ये आदत वरना
तेरी तरह बदलना मुझे भी आता है


Heart Broken Status



tujh pe khul jaati hai meri roh ki tanhai bhi
meri aankhon mein kabhi jhank kar to dekha hota


दिल की किस्मत बदल न पाएगा बंधनो से निकल न पाएगा
तुझको दुनिया के साथ चलना है तु मेरे साथ चल न पाएगा​


na rukhne diya tumne meri aankhon se bahte aansoowo ko
aye zalim dariya bhi sukh jaya karte hai badalte mausam ki tarah


दर्द कितना है बता नहीं सकते ज़ख़्म कितने हैं दिखा नहीं सकते
आँखों से समझ सको तो समझ लो आँसू गिरे हैं कितने गिना नहीं सकते


puchte hai log mujh se teri mohabbat ka imtehaan kaisa tha
rehta to jahan khushiyon ke saath wo makaam kaisa tha


ज़िंदगी हमारी यूँ सितम हो गयी ख़ुशी ना जाने कहाँ दफ़न हो गयी
बहुत लिखी खुदा ने लोगों की मोहब्बत
जब आयी हमारी बारी तो स्याही ही ख़त्म हो गयी


Broken Heart Status For Whatsapp In Hindi Font



phir kisi ki yaad ne raat bhar jagaya mujh ko
kiya saza di mohabbat ne mujh ko
din ko aaram hai na raat ko chain kabhi
jane kis khaak se kudrat ne nabaya mujh ko
dukh to ye zamane me mile gair sabhi
jo mila to wo bhi mila ban ke paraya mujh ko


tera didaar mera naseeb hai tera gum hi meri hayat hai
mujhe teri doori ka gum ho q
to kahi bhi rahe to hamesha mere pass hai


Heart Touching Status Lines



"<yoastmark


mere wajud ka hissa ban chuke ho tum
ab tumhen khud se lag shochu to azeeb lagta hai
tumhari aankhon me dekhne ki aadat hai mujhe
khud ko aayine me dekhu to azeeb lagta hai


जाने क्यों अकेले रहने को मज़बूर हो गए यादों के साये भी हमसे दूर हो गए
हो गए तन्हा इस महफ़िल में कि हमारे अपने भी हमसे दूर हो गए


tum sajte ho ke jeene ki hawas hai mujh ko
me to is aas pe zinda hun ke marna kab hai


Heart Broken Status Image



Ajnabi rehna par kisika intezaar mat karna
Kisi ke pyaar ke khudko bekaraar mat karna
Acha saathi mil jaaye to thaam lena haath
Par dikhawe ke liye kisi se pyaar mat karna


mere ayebon ko ginne walo beshak mujhe shinghaar kardo
magar uthaye wo pahla patthar jin me koi ayb na ho


हमने सोचा कि सिर्फ हम ही उन्हें चाहते हैं
मगर उनके चाहने वालों का तो काफ़िला निकला
मैंने सोचा कि शिकायत करू खुदा से
मगर वह भी उनके चाहने वालों में निकला


Heart Broken In Hindi



hum lete rahenge ilzaam sare apne sir par
teri bewafai ke fun ko fanaa har giz nahi karenge


ise apni zid ki fikar thi mujhe apni ana ka khayal tha
na mil sake hum fhir kabhi wo hamari mohabbaton ka jawal tha
mere iska saath hi sab kuch tha iske ye sab ek mazaq tha
ise bus apne manzilon ki fikar thi yahan meri zindagi ka waal tha


हम रूठे दिलों को मनाने में रह गए गैरों को अपना दर्द सुनाने में रह गए
मंज़िल हमारी, हमारे करीब से गुज़र गयी हम दूसरों को रास्ता दिखाने में रह गए


Heart Broken Shayari



"<yoastmark


kahne walo keh do badal de aaj kahawat ko
ke muflishon ki basti me koi baccha baadsha nahi hota


kahte hai jise piyar se hum log mohabbat
ahr shaks ke daman mein dard ki aag lagi hai


mere bus me hota to rakh leta tujhe chupa kar
ke tujhe sab dekhte hai mujhse ye dekha nahi jata


Whatsapp Status Broken Trust



ज़ख़्म देने की आदत नहीं हमको हम तो आज भी वो एहसास रखते हैं
बदले बदले से तो आप हैं जनाब जो हमारे अलावा सबको याद रखते हैं


mohabbat zindag ke failon ladh nahi sakti
kisi ko khona padhta hai aur kisi ka hona padhta hai


uljha uljha rahne ka sabab puchte hai log
q ye nahi samjhte ke thukraya gaya hun mein


wo kuch sunnta to main kuch kahta mujhe kuch aur kahna tha
wo gara pal bhar rukh jata to mujhe kuch aur kahna tha
galat fahemiyon ne baaton ko badah di ya yu hi
warna kaha tha usne kuch samjhna tha kuch kahna tha


Heart Touching Status For Whatsapp



हुआ जब इश्क़ का एहसास उन्हें
आकर वो पास हमारे सारा दिन रोते रहे
हम भी निकले खुदगर्ज़ इतने यारो कि
ओढ़ कर कफ़न, आँखें बंद करके सोते रहे


udaas mat raha kar humse bardaasth nahi hota
hum to apne gum bhola dete hai tumhein khush dekh kar


wo khush tha umeed tha ek aehsaas tha
baad me ye gumaan huwa bus do pal ka saath tha
rahta hai aaj bhi intezaar kisi apno ka
wo ja kar abhi aaj bhi saath hai jo kabhi mere pass tha


Heart Broken Lines In Hindi



phool hai ke to kiya samne la ke rakh diya hai
hum kiya teri justuju karenge tune to mita ke rakh diya hai


बहुत उदास है कोई तेरे जाने से हो सके तो लौट आ किसी भने से
तू लाख खफा सही मगर एक बार तो देख
कोई टूट गया है तेरे रूठ जाने से


Also Read : SadLoveShayari


The post Heart Broken Status appeared first on Sad Love Shayari.