Good Night Shayari In Hindi For girlfriend Boyfriends, Good Night Shayari Collection, Good Night Shayari For Friends, Good Night Shayari In English

soti huwi aankhon ko salaam hamara
mithe sunehre ko aadab hamara
dil mein rahe piyaar ka ahesaas sada zinda
aaj ki raat ka yahi paigaam hai hamara
चाँद है और चांदनी रात है होती सितारों से तेरी बात है
होती है हमारी बात प्यारी इस लिए क्यूंकि तुम्हारी प्यारी याद हमारे साथ है
Good Night Shayari In English
din bhar ka takhaan ab mita li jiye
ho chuki raath raushni bhuja li jiye
ek khubsurat khuwaab rah dekh raha hai
bus apne palkho ka parda gira li jiye
रात किया हुई रौशनी को भूल गए
चन्द किया निकला सूरज को भोल गए
मन कुछ देर हमने sms नहीं किया आपको
तो किया आपको हम याद करना भोल गए
Good Night Shayari For Dost
meri saanson mein bhikar jao to accha hai
ban ke rooh mere jism mein uthar jao to accha hai
kisi raat teri gudh mein sar rakh kar so jau
us raat ki kabhi subha na ho to accha hai
हमें नहीं पता कौन सी बात आखिरी हो
ना जाने के कौन सी मुलाकात आखिरी हो
इसलिए सबको याद करके सोते है हम की
पता नहीं की ज़िन्दगी में कौन सी रात आखिरी हो
Good Night Shayari Funny
raath ho chuki hai thandi hawa chal rahi hai
yaar mein aapke kisi ki mushkaan khil rahi hai
unke sapno ki duniya mein aap kho jao
aankhein karo band aur aaram se so jao
अपना हम सफ़र बनालो मुझे तेरा ही साया हूँ अपना लो मुझे
ये रात का सफ़र और भी हसीं हो जायेगा
तो आ जा मेरे सपनो में या बुला लो मुझे
Good Night Shayari In Hindi for friends

raat mein aapko kis ki yaad sataye
suhani hawa jab aap ke balo ko sulaye
to karlo apni kaankhein band aur so jao
kiya pata mana mein hi jiska khayal aye
kahi wo aapke khuwabo mein aa jaye
यूँ पलकें झुका देने से नींद नहीं आती साहेब
सोते वही लोग है जिनके पास किसी की यादें नहीं होती
Good Night Shayari In Hindi With Image
aap hamare sabse acche dost hai ye dil se kahte hai hum
isliye aapko roz yaad karte hai hum baaki kuch kahe ya na kahe
roz raath ko aapko good night kahte hai hum
देखा फिर रात आ गई
गुड नाईट कहने की बात आ गई
हम बैठे थे सितारों के पनाह में
चाँद को देखा तो आप की याद आ गई
Good Night Shayari Collection
Also Read : SadLoveShayari
kabhi sapna chori ho jaate hai
kabhi halaat se log door ho jate hai
par kuch yaadein itni acchi hoti hai ki
unhe yaad karne ko hum majboor ho jate hai
रात की तन्हाई में अकेले थे हम
दर्द की महफ़िलो में रो रहे थे हम
आप हमारे भले ही कुछ नहीं लगते
फिर भी आप को याद किये बिना सोते नहीं हम
jala kar hasrat ki rah par cheersgh aarzo ke
hum tanha raton mein tere milne ka intezaar karte hai
यूँ खली पलकों को झुका लेने से नींद नहीं आती है
सोते है वो लोग भी नहीं जिन के लिए कोई जाग रहा हो
Good Night Shayari For Friends

tere bina kaise gujre gi ye raatein
tanhayi ka gum kaise sahengi ye raatein
buhot lambi hai ghadiyan intezaar ki
karwat badal badal kar katenggi ye raatein
तन्हाई ना पाए कोई साथ के बाद
जुदाई ना पाए कोई मुलाकात के बाद
ना पड़े किसी को किसी की आदत इतनी
की हर रात में भी याद आये उसकी याद
Good Night Shayari In Hindi
mujhe sulane ke khatir jab raat aati hai
hum so nahi paate raat khud so jaati hai
pochne se dil ye awaaz aati hai
aaj dost ko yaad kar lo raat to roz aati hai
ये जो रातचांदनी बनकर आगन में आये
ये तारे लोरी गा कर आपको सुनाए
आयें आपको इतने प्यारे सपने यार के
नींद में भी आप हलके से मुश्कुराए
Good Night Shayari Wallpaper
ho gaya hai ab to black black nigth
chaand ne bhi kar di hai white white light
sweet sweet sapno ki tum pakad lo flight
aapko happy good ni8
खुवाब भी सायद कांच से कमजोर होते है
हर रोज़ बिखर जाते है इन आँखों को खुलने से पहले
aankhon ke sagar se ye jalan hai kaisi
aaj dil ko tadane ki lagan hai kaisi
barf ki tarah pighal jayegi zindagi
ye teri door rahne ki kasam hai kaisi
The post Good Night Shayari appeared first on Sad Love Shayari.